Ayurvedic Treatment of Dengue
Kya Hai Dengue
Dengue ek tropical(उष्णकटिबंधीय) diseases hai.
Yeh hi machar ke katne se khelta hai. Is virus se aapko sar Dard joint pain bleeding dehydration vomiting b ho sakti hai kuch cases mein.
Dengue 4 type k similar virus hote Hai. Yeh ek tarah ke machhar se hote hai.
Jiska Naam hai AEDES AEGYPTI. Yeh hai mosquito mainly tropical subtropical area mein paya jata hai.
Modern Medical Science VS Ayurved
Dengue ek aisi bimari hai jiska modern medical science mein Koi ilaj hai nahi hai.
Allopathy (Modern Medical Science) main agar kisi Ko dengue hota hai to usse symptomatic treatment Diya jata hai.
Lekin ayurved mein system Ko accha karte hain.
Yeah Nikki modern medical science mein dengue hone par agar fever Ho Gaya to aap ko fever ki medicine Di jayegi aise hi loose motion hua to loose motion ki agar vomiting Hui to vomiting ki.
Matlab jis bimari ka symptom dikha uski dawai de de.
Par dengue mein platelets be gut jaate Hain allopathy mein platelets chada dete Hain lekin woh phir ghat jati hai.
Isliye ayurved mein system ko achcha Kiya jata hai.
How Dengue Fever Become Viral
Agar mere ko dengue hai aur agar mujhe Aedes machhar kaat Le to hua machhar ab ek career ban gaya hai dengue virus ka.
Ab ye machhar Jin Jin ko katega ab unko dengue hone ke chance hai.
yeh hai har kis mein nahi hota.
machhar ke katne se dengue hoga ya nahi hoga yeh hai us Insaan ki health aur lifestyle pe depend karta hai.
Dengue ek Insaan se doosre Insan mein directly nahi fal Sakta.
jab aap ko dengue mosquito mein Karta tab aap ko dikkat nahi hoti.
4 SE 7 din lagte hai bukhar ko shuru hone mein.
In 4 - 7 din mein dengue virus aapki body mein multiply hota hai.
Dengue virus tab tak multiply hota hai jab tak woh aap ki body ko attack karne layak strong nahi ho jata.
jab dengue mosquito multiply hone ke baad attack Karta hai.
ek dum se Tej fever hota hai aur bhi ki sari problem hoti hai jaise ki ulti, sar Dard, muscle pain, body pain aur skin ki sensitivity bhi ban jati hai jiske Karan skin red colour ki ho jati hai aur dane bhi ho jate Hain.
Dengue ka Ilaj
Treatment 1:-
To increase platelets:-
1. Gehu ke jaware ka ras
2. Aloe vera juice
3. Giloy ka ras.
Yatin juice pee le subah Shaam.
Agar aapko yeh teeno cheez Na Mile to aap Patanjali ka aloe vera juice aur Goli Ghan Le sakte hain.
Lekin taja Mil Jaye to wo sabse accha hai.
Agar aapko glowing gun Na Mile to aap Patanjali Giloy kawath le le aur uska karda bana le aur ese subah Shaam le.
Giloy platelets increase karne ke saath saath temperature kam karne ki bhi bahut badi bhumika nibhata hai.
Treatment no.2
Papita ke patte ka ras:-
3 se 4 papita ke patte ko khud kar usne aadha cup Pani Mila Le aur usse chaan Le aur essay subah Shaam Pee le.
Treatment no.3
Free Tip :-
Agar aap 'Jvar Nashak Kvath' aur 'Jvar Nashak Vati' bhi le lenge to dengue jaldi aur Puri tarah se theek ho jayega.
https://www.youtube.com/watch?v=-7Hs5ciujrM
Thanks, Great Content
ReplyDeleteloved your content 😊💕
ReplyDeletevery helpful, thanks
ReplyDelete😊
ReplyDelete