Ayurvedic Treatment of Lipoma, Ganth




Kya hai Lipoma





Lipoma Ko ganth(Hindi), Koluppu Katti(Tamil), Fatty deposits, Fat cells bi bolte hai





Lipoma ek bahut hi common problem hai to isliye aapko tension lene ki jarurat nahi hai.





Ye ek soft tissue hai jo fat cell ki growth se hota hai.





Ganth sharir ke kisi bhi hisse mai ho sakta hai.
Lipoma cancer ki tarah hota hai lekin ye hai aam tor par jaan leva nahi hota.







Kya lipoma se cancer hota hai ?





Lipoma amtorper harmless or painless hota hai jo ki sabse jyada paya jata hai.





par kuch rare cases mein lipoma pain karta hai agar lipoma pain Karta hai to usme kafi jyada chances hote hain cancer hone ke.





Isliye agar aapka lipoma pain karta ho to aap doctor se consult kare.





Cause of lipoma





Doctors ke mutabik lipoma ka koi khaas karan nahi hai. Lipoma jyadatar daru peene wale insaano mein pai jati hai.





Lekin lipoma aur bhi bahut sare tarike se ho sakti hai jaise ki hi hamare parents ki wajah se hum mein aa sakti hai jeene hum genetic factors b kehte hain.





Treatment of lipoma





Ayurvedic Aushadhi





1st treatment :-





Kanchnar Guggul and vridhivadhika vati dono ko khana khane ke baad teeno time Le garam pani ke sath le.





2nd treatment :-





  1. Shila sindoor - 2g kamzor Insan ke liye or 4g swasth Insan ke liye
  2. Tamer bhasm - 1g
  3. Praval pishti - 10g
  4. Amrita Sat - 10g
  5. Muktasukti Bhasma - 5g




In sab Ko Mila ke 7 pudiya bana le. Aur ise subah Shaam shahad ke sath le.





3rd treatment:-





Subha subha khali pet Gomutra ka ark piyen





4th treatment:-





2 se 3 gram haldi har Roz doodh mein Mila ke Le.





Exercises to cure lipoma





  1. Kapalbhati - Important
  2. Bhastrika
  3. Bahya
  4. Anulom Vilom
  5. Bharmari
  6. Udgeeth
  7. Pranv




Everybody needs beauty as well as bread, places to play in and pray in, where nature may heal and give strength to body and soul.





Foods To Avoid In Lipoma





apko vo har chiz ko kam khana hai jismai lasha hota hai.
jese ki





  1. udad ki dal
  2. Arbi
  3. Rajma
  4. Chawal
  5. Ghee




4 Foods To Avoid In Lipoma




In chizejo ko jitna kam ker sakte hai utna kam ker de










lipoma ko thik hone mein 3 se 6 mahine lagte Hain to aap hosla rakhe. aap zaroor theek ho jayenge hamari shubhkamnaye aapke sath hai.





Start Your Journey Now
Write Down in comment no. of lipoma on your body with date,
and then Comment again after curing your body.





This will also help others to stay motivated





No matter how much it gets abused, the body can restore balance. The first rule is to stop interfering with nature




Comments

  1. Your web site has exceptional web content. I bookmarked the website

    ReplyDelete
  2. thankyou very much, this helped me a lot

    ReplyDelete
  3. Good information. Keep it up. Thanks

    ReplyDelete
  4. Harsh Divine AuthorJune 18, 2020 at 5:22 PM

    Thank you

    ReplyDelete
  5. Thank u for the valuable information, hopefully I will be fine.
    OM SHANTI

    ReplyDelete
  6. Don't worry, You will be fine.
    OM Shanti 😄

    ReplyDelete

Post a Comment